Kash is jaate hue waqt ko hum rok sakte, apno ke saath guzra har lamha jod sakte, na jaane kitni yaadein jo apno ne di humein, kaash zindagi ko hum peeche mod sakte..
Jin baton ko lekar rote the Aaj un par hansi aati hai, Na jaane kyon aaj un palon ki yaad bahut aati hai, Kaha karte the …Badi mushkil se char saal seh gaya, Par aaj kyon lagta hai ki kuch peeche reh gaya.
Amit ka har pal system pe biethna, supriya ka muh hi muh mein gungunaa, Wo naga ki ssysad giry, har event pe sudhir ko mar pari, ho chahe annunaya ka har pal gane gana, ya ho subbu ko bara hi gussa me aana, wo yaadein yaad aaengi...
Na bhoolne wali kuch yaadein reh gayi, Yaadien jo ab jeene ka sahara ban gayi. Meri taang ab kaun kheencha karega, Sirf mera sir khane kaun mera peecha karega. Jahaan 2000 ka hisaab nahin wahaan, 2 rupay ke liye kaun ladega..
wo kalam ka khil-khila ke hasna, deven ka gungunana and matkna, mandy server ka sabko lubhana, aashish ka sabko ullu banana, wo pankaj ka double meaning mails karna, malik to hai sarpach mere yaar, yaad aaega...